What i feel, think and imagine, I spell!

Wednesday, January 27, 2010

hindi poetry

some shit i wrote a long while back, hah

tum jab se zindagi mein aaye, aankhein band karna dushwaar ho gaya
bahut samjhaaya man ko, magar kehta raha hamein pyaar ho gaya
aankhen khuli to dhund, aakhein band to tum
maano bas tum hi tum rah gaye, saara sansar kho gaya

kuch log kehte hain ki peene ka maza kuch aur hi hai, woh baat alag hai ki main peeta nahin, kuch log kehte hain ki peene ka maza kuch aur hi hai, woh baat alag hai ki main peeta nahin, kuch log ye bhi kehte hain ki jeene ka mazaa kuch aur hi hai, woh baat alag hai ki main marta nahin