What i feel, think and imagine, I spell!

Monday, April 12, 2010

bol do na

hum jo baithe hain udhas
gum ki hai barasaat
hum jo baithe hain udhaas
gum ki hai barasaat
bolo main kya karoon
tum naa jo mere paas
hum tum jo naa hain saath
bolo main kya karoon

bol do na, mujhse tum kaho na
ab jo meri saanson mein taraang
baj rahi hai machalti yeh pawan
gaan mein bhi baaje ka umang
roshni jo chede us patang ko

bolon main kya karoon
bolo main kya karoon
bol do

ab humein jaana aur hai
gaana toh bajaana aur hai
gaa ke muskuraana aur hai
bolo main kya karoon

saath hai jashn ka mazaa
thandi thandi chalti woh hawaa
kahan chup gayi hai tu
aa bhi jaa na
sang tu gaa na
phir se jhilmila na

gaaenge phir hum sang sang
motor pe chalegi apni jung
bhaag daud hum machaenge
dhol bin phir hum gaaenge
kahan chup gayi hai tu
aa bhi jaa na

chand pighlega paani mein
raat liptegi jawaani mein
hum tum phir saath gaaenge
paani mein tilmilaaenge
jhoomenge behonsh ho jaaenge

laut aao na
laut aao na
chain se humein sone do na
mar jaane do na
thanda pad jaane do na
silvaton si sisakti is shareer ko thodi shaanti do na...

No comments: